Mehndi Laga Ke Rakhna
Mehndi Laga Ke Rakhna (transl. Apply Mehndi) is a popular 1995 Hindi song from Bollywood movie Dilwale Dulhania Le Jayenge sung by Lata Mangeshkar and Udit Narayan.[1][2]
Composition[]
The song which Shahrukh Khan is portrayed on-screen singing during the completion of Indian pre-wedding rituals in film, it is said to be one of India's best-known wedding and pre-wedding songs.[3] This song was so popular that it played in the medley of Mujhse Dosti Karoge.
Credits[]
Singer - Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Lyricist - Anand Bakshi
Label - Saregama India Ltd.
Director - Aditya Chopra
Music Label - YRF Music
Lyrics of Song[]
Ye kudiyaan nashe di pudiyaan
Ye munde gali de gunde
Ye kudiyaan nashe di pudiyaan
Ye munde gali de gunde
Nashe di pudiyaan
Gali de gunde..
O.. o..
Mehndi laga ke rakhna
Doli saja ke rakhna
Mehndi laga ke rakhna
Doli saja ke rakhna
Lene tujhe o gori
Aayenge tere sajna
Mehndi laga ke rakhna
Doli saja ke rakhna
Oh.. ho.. oh.. ho..
O.. aa..
Sehra saja ke rakhna
Chehra chhupa ke rakhna
Sehra saja ke rakhna
Chehra chhupa ke rakhna
Yeh dil ki baat apne
Dil mein dabake rakhna
Sehra saja ke rakhna
Chehra chhupa ke rakhna
Mehndi laga ke rakhna
Doli saja ke rakhna
Hoye.. hoye.. hoye..
Hoye.. hoye.. hoye..
Bhurrr..
Ud udke teri zulfein
Karti hain kya ishaare
Dil thaam ke khade hain
Aashiq sabhi kanware
Chhup jaayein saari kudiyaan
Ghar mein sharam ke maare
Gaanv mein aa gaye hain
Paagal shehar ke saare
Nazrein jhuka ke rakhna
Daaman bacha ke rakhna
Nazrein jhuka ke rakhna
Daaman bacha ke rakhna
Lene tujhe o gori
Aayenge tere sajna
Mehndi laga ke rakhna
Doli saja ke rakhna
Sehra saja ke rakhna
Chehra chhupa ke rakhna
Oh.. ho.. oh.. ho.. aa..
Main ek jawaan ladka
Tu ek haseen ladki
Ye dil machal gaya toh
Mera kusoor kya hai
Rakhna tha dil pe kaabu
Ye husn toh hai jaadu
Jaadu ye chal gaya to
Mera kusoor kya hai
Rasta hamara takna
Darwaaza khula rakhna
Rasta hamara takna
Darwaaza khula rakhna
Lene tujhe o gori
Aayenge tere sajna
Kuchh aur ab na kehna
Kuchh aur ab na karna
Kuchh aur ab na kehna
Kuchh aur ab na karna
Yeh dil ki baat apne
Dil mein dabake rakhna
Mehndi laga ke rakhna
Doli saja ke rakhna
Sehra saja ke rakhna
Chehra chhupa ke rakhna
Shava hoye.. hoye.. hoye.. (Repeat 7 times)
Shava..
Aey meri zohar zabi
Aey meri zohar zabi
Tujhe malum nahi
Tu abhi tak hein hasi
Our main jawaan
Tujhpe kuruban meri jaan
Meri jaan
Aey meri zohar zabi
Aey meri zohar zabi
Tujhe malum nahi
Tu abhi tak hein hasi
Our main jawaan
Tujhpe kuruban meri jaan meri jaan
Tujhpe kuruban meri jaan meri jaan (Repeat once)
Mehndi laga ke rakhna
Doli saja ke rakhna
Sehra saja ke rakhna
Chehra chhupa ke rakhna
Shava hoye.. hoye.. hoye.. (Repeat 3 times)[4]
Reception[]
The song was picturised in a film sequence showing wedding celebration with film's cast. Even after two decades of its release, it remains one of the most popular songs played on Indian Wedding rituals mostly in North India. It is song from one of the best selling soundtrack album.
Film/Documentary on Song[]
A Bhojpuri Film titled same as of song was made. A documentary was released with director getting inspired from film and songs as well as all characters.[5]
References[]
- ^ "Dilwale Dulhania Le Jayenge Songs Download | Dilwale Dulhania Le Jayenge Songs MP3 Free Online - Hungama". www.hungama.com. Retrieved 28 March 2019.
- ^ Mehndi Laga Ke Rakhna (From "Dilwale Dulhania Le Jayenge"), retrieved 28 March 2019
- ^ mredlich21 (11 October 2017). "DDLJ Part 31: A Song and Dance of Women". dontcallitbollywood. Retrieved 28 March 2019.
- ^ "Mehndi Laga Ke Rakhna Lyrics - DDLJ". Lyrics Glory. Retrieved 19 March 2021.
- ^ G, Lakshmi; hi (10 May 2018). "Director Natashja Rathore Explores the Lasting Appeal of 'DDLJ'". The Teal Mango. Retrieved 28 March 2019.
- 1995 songs
- Hindi film songs
- Hindi-language songs
- Bhojpuri cinema
- 1990s song stubs